Sar Jhuka To Diya Dil Kabhi Na Jhuka Lyrics | Kuchh Kariye | Hans Raj Hans | Onkar

Sar Jhuka To Diya Dil Kabhi Na Jhuka Lyrics | Kuchh Kariye | Hans Raj Hans | Onkar

Alla hu akbar
Dil mera kaba
Dil mera kaba
Dil mera kaba
Alla dil mera kaba
Dil mera kaba
Alla dil mera kaba
Dil mera kaba ruh meri jannat
Jare jare me hai teri kudrat
Dil mera kaba ruh meri jannat
Jare jare me hai teri kudrat

Sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka
Sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka
Aisi kya bandagi
Aisi kya bandagi
O aisa sajda bhi kya
Sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka
Sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka

Risto me banta hua hai
Lafjo me fasa hua hai
Risto me banta hua hai
Lafjo me fasa hua hai
Risto me banta hua hai
Lafjo me fasa hua hai
Peene ke liye mara hai
Khali hai magar bhara hai
Khali hai magar bhara hai
Mai to kafir hu
Kya bhala kya bura
Mai to kafir hu
Kya bhala kya bura
Aisi kya bandagi
Aisi kya bandagi
O aisa sajda bhi kya
Sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka
Sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka
Dil mera kaba ruh meri jannat
Jare jare me hai teri kudrat

Pardo me chupa hua hai
Khud pe hi lada hua hai
Pardo me chupa hua hai
Khud pe hi lada hua hai
Pardo me chupa hua hai
Khud pe hi lada hua hai
Aadat se bada hua hai
Chehre pe likha hua hai
Chehre pe likha hua hai
Mai to jahil hu
Kya padha kya likha
Mai to jahil hu
Kya padha kya likha
Aisi kya bandagi
Aisi kya bandagi
O aisa sajda bhi kya
Sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka
Sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka
Dil mera kaba
Dil mera kaba
Dil mera kaba
Dil mera kaba

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *