Sar E Raah Kuchh Bhi Kaha Nahin Song Lyrics from the movie/album Betaabiyan released in the year 2015. The song Sar E Raah Kuchh Bhi Kaha Nahin was sung by Talat Aziz. The music was given by Talat Aziz. The music rights for song purely belongs to Saregama

Sar E Raah Kuchh Bhi Kaha Nahin Lyrics

Sar E Raah Kuchh Bhi Kaha Nahin
Sar E Raah Kuchh Bhi Kaha Nahin
Kabhi Uske Ghar Mein Gaya Nahi
Sar E Raah Kuchh Bhi Kaha Nahin
Kabhi Uske Ghar Mein Gaya Nahi
Main Janam Janam Se Usi Ka Hun
Main Janam Janam Se Usi Ka Hun
Use Aaj Tak Yeh Pata Nahi
Sar E Raah Kuchh Bhi Kaha Nahin

Yeh Khuda Ki Den Ajeeb Hai
Kyun Usi Ka Naam Naseeb Hai
Yeh Khuda Ki Den Ajeeb Hai
Kyun Usi Ka Naam Naseeb Hai
Jise Tune Chaha Wo Mil Gaya
Jise Tune Chaha Wo Mil Gaya
Jise Maine Chaha Mila Nahi
Jise Tune Chaha Wo Mil Gaya
Jise Maine Chaha Mila Nahi
Main Janam Janam Se Usi Ka Hun
Main Janam Janam Se Usi Ka Hun
Use Aaj Tak Yeh Pata Nahi
Sar E Raah Kuchh Bhi Kaha Nahin
Use Paa Ke Nazaro Se Chumna
Unki Ibaadto Mein Shumaar Hai
Use Paa Ke Nazaro Se Chumna
Unki Ibaadto Mein Shumaar Hai
Koi Phool Laakh Qareeb Ho]
Koi Phool Laakh Qareeb Ho
Kabhi Maine Usko Chhua Nahi
Koi Phool Laakh Qareeb Ho
Kabhi Maine Usko Chhua Nahi
Main Janam Janam Se Usi Ka Hun
Main Janam Janam Se Usi Ka Hun
Use Aaj Tak Yeh Pata Nahi
Sar E Raah Kuchh Bhi Kaha Nahin

Isi Shehar Mein Kai Saal Se
Mere Kuchh Qareebi Aziz Hai
Isi Shehar Mein Kai Saal Se
Mere Kuchh Qareebi Aziz Hai
Unhe Meri Koi Khabar Nahi
Unhe Meri Koi Khabar Nahi
Mujhe Unka Koi Pata Nahi
Unhe Meri Koi Khabar Nahi
Mujhe Unka Koi Pata Nahi
Main Janam Janam Se Usi Ka Hun
Main Janam Janam Se Usi Ka Hun
Use Aaj Tak Yeh Pata Nahi
Sar E Raah Kuchh Bhi Kaha Nahin Nahin.

Share your thoughts

Talat, Talat aziz, Tu hi yaar mera lyrics, Zahir aalam nagpuri, Tasavvur talat aziz, Sar e rah kuch bhi kaha nahin, Aa idhar aa tu phir mang lyrics, Kahan se aap zamane ke, Zarina wahab, Yeh ishk nahin aasan, Yeh ishq nahin asaan, Jeevan saathi saath mein rehna, Dil hai ke manta nahin, Best prem dhawan lyrics, Teri ban jaungi female version lyrics, Lyrics, Bhai bahen ka pyar, Mohammad ke jaisa koi nahin, Nahin, Bhai bahen ka pyar hai part ii, Naariyaan shahar ki