Sar E Ghuroor Lyrics | Dosti Ka Ek Samandar | Zehra Nigam, Indira Varma | Radhika Chopra | Radhika Chopra

Sar e ghuroor ko sajda
Naya sikhaya tha
Sar e ghuroor ko sajda
Naya sikhaya tha
Ki sehet maam se tumko
Khuda banaya tha
Sar e ghuroor ko

Bas itna yaad hain
Babos se ho gayi thi nazar
Bas itna yaad hain
Babos se ho gayi thi nazar
Phir uske baad parstis
Mein rang aaya tha
Phir uske baad parstis
Mein rang aaya tha
Ki sehet maam se tumko
Khuda banaya tha
Sar e ghuroor ko

Payaam aane lage
Jab kisi ki aamad ke
Payaam aane lage
Jab kisi ki aamad ke
To humne ishq ki chokhat
Pe dil bichhaya tha
To humne ishq ki chokhat
Pe dil bichhaya tha
Ki sehet maam se tumko
Khuda banaya tha
Sar e ghuroor ko

Woh pehale pehale muhobbat
Mein bandagi thi ajab
Woh pehale pehale muhobbat
Mein bandagi thi ajab
Nigaahein ishq pe har
Baar sar jhukaya tha
Nigaahein ishq pe har
Baar sar jhukaya tha
Ki sehet maam se tumko
Khuda banaya tha
Sar e ghuroor ko sajda
Naya sikhaya tha
Sar e ghuroor ko.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *