Sapne Se Kaun Jagaaye Re Song Lyrics from the movie/album Arabian Nights released in the year 2016. The song Sapne Se Kaun Jagaaye Re was sung by Kanan Devi. The music was given by Kamal Dasgupta. The lyrics were Penned by Faiyyaz Hashmi. The music rights for song purely belongs to Megaphone/Saregama

Sapne Se Kaun Jagaaye Re Lyrics

Sapne Se Kaun Jagaaye Re
Mujhe Sapne Se
Kaun Jagaaye Re
Kaun Geeton Se
Mujhko Bulaaye Re Ae
Geeton Se Mujhko
Bulaaye Re Ae Ae
Sapne Se Kaun
Jagaaye Re
Mujhe Sapne Se
Kaun Jagaaye Re

Meri Maala Ke
Sookhe Phool Saare
Phir Bhi Bane Hain
Chaand Aur Taare
Maala Ke Sookhe
Phool Saare
Phir Bhi Bane Hain
Chaand Aur Taare
Angdaai Masti Lutaaye Re
Meri Angdaai
Masti Lutaaye Re
Sapne Se Kaun Jagaaye Re

Meri Zulfen Ghataa
Meri Aankhen Sharaab
Baaton Mein Soz
Mere Sur Mein Shabaab
Zulfen Ghataa
Meri Aankhen Sharaab
Baaton Mein Soz
Mere Sur Mein Shabaab
Koel Bhi Sharmaaye
Jaaye Re Kahin Koel Bhi
Sharmaaye Jaaye Re
Sapne Se Kaun Jagaaye Re
Mujhe Sapne Se
Kaun Jagaaye Re

Meri Aankhon
Ke Ghar Mein
Bas Rahe Tum
Dil Ke Chaman Mein
Hans Rahe Tum
Aankhon Ke Ghar Mein
Bas Rahe Tum
Dil Ke Chaman Mein
Hans Rahe Tum
Duniya Pe Meri
Tum Chhaaye Re
Is Duniya Pe
Is Duniya Pe Meri
Tum Chhaaye Re
Sapne Se Kaun
Jagaaye Re
Mujhe Sapne Se
Kaun Jagaaye Re.

Share your thoughts

Kanan devi, Kamal dasgupta, Arabian nights (1946), Anima sengupta arabian nights ankhon ki roshni, Kanan, Dasgupta, Kamal, Arabian nights 1946, Music director: kamal dasgupta, Kanan devi 4 pack, Kamal das gupta, Anima dasgupta, Robin majumdar kanan devi 4 pack suno suno ek naya fasana, Arabian, Kanan devi kanan devi 4 pack kurr kurr jha, Nights, Jagaye, Sapne, Aamar, Lagan lagi, Gupta, Sengupta, Gupta1942, Lagannlaagii, Geranium lumajang, Story wa lintang ati