Sapne Mein Saiyan Song Lyrics from the movie/album Flying Rani released in the year 2016 starring Samar Roy, Nishi. The song Sapne Mein Saiyan was sung by Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). This movie/album was directed by Nanubhai Vakil. The music was given by B.N. Bali. The lyrics were Penned by Nazmi Kanpuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Sapne Mein Saiyan Lyrics

Sapne Mein Saiyan Tum Aaya Na Karo
Aake Mohe Chhed Chhed Jaya Na Karo
Gori Mohe Nakhare Dikhaya Na Karo
Dil Ko Lagake Pachhtaya Na Karo
Sapne Mein Saiyan Tum Aaya Na Karo
Aake Mohe Chhed Chhed Jaya Na Karo

Meri Gali Aake Tum Jane Nahi Paoge
Jaoge To Suno Saiya Tum Bada Pachhtaoge
Jaoge To Suno Saiya Tum Bada Pachhtaoge
Dil Leke Tum Itraya Na Karo
Dil Ko Lagake Pachtaya Na Karo
Sapne Mein Saiyan Tum Aaya Na Karo
Aake Mohe Chhed Chhed Jaya Na Karo

Ankhiya Milai Hai To Mukhda Na Modna
Dil Mein Basaya Hai To Dil Ko Na Todna
Dil Mein Basaya Hai To Dil Ko Na Todna
Mohe Chhup Chhup Ke Sataya Na Karo
Aake Mohe Chhed Chhed Jaya Na Karo
Gori Mohe Nakhare Dikhaya Na Karo
Dil Ko Lagake Pachhtaya Na Karo

Paas Bulalo Mohe Apna Bana Lo
Dil Mein Bitha Lo Ji Aankho Mein Chhupa Lo
Dil Mein Bitha Lo Ji Aankho Mein Chhupa Lo
Dur Dur Rahke Tarsaya Na Karo
Dil Ko Lagake Pachhtaya Na Karo
Sapne Mein Saiyan Tum Aaya Na Karo
Aake Mohe Chhed Chhed Jaya Na Karo.

Share your thoughts

Asha bhosle, Manna dey, Flying, Saiyan, Manna, Bhosle, Mujhko sanam tere pyar ne jeena sikha diya, Flying-rani 1959, Rani, Asha, Sapnon, Dey, Men, Tum