Sapere Bin Baja Ke Nagin Nachegi
Sapere Bin Baja Ke Nagin Nachegi
Ke Nagin Nachegi Ye Bijli Nachegi
Ke Nagin Nachegi Ye Bijli Nachegi
Sapere Bin Baja Ke Nagin Nachegi
Sapere Bin Baja Ke Nagin Nachegi
Mere Jahar Ka Koi Nasha Nahi
Jise Mai Das Lu Mange Na Pani
Mere Jahar Ka Koi Nasha Nahi
Jise Mai Das Lu Mange Na Pani
Bijli Se Jo Takrayega Rakh Wo Jalkar Ho Jayega
Bijli Se Jo Takrayega Rakh Wo Jalkar Ho Jayega
Magar Hai Takat Tere Hath Me
Mai Hu Khali Hath
Payal Tut Gayi Hai Phir Bhi Bajegi Ye Bijli Nachegi
Sapere Bin Baja Ke Nagin Nachegi Sapere Bin Baja
Nahi Jhukungi Mit Jaungi Hanste Hanste Mar Jaungi
Nahi Jhukungi Mit Jaungi Hanste Hanste Mar Jaungi
In Par Apni Jaan Luta Du Apna Sara Khun Baha Du
In Par Apni Jaan Luta Du Apna Sara Khun Baha Du
Upar Wale Majburo Ke Sath To Kar Insaf
Warna Meri Laz Yaha Mit Jayegi Ye Bijli Nachegi
Sapere Bin Baja Ke Nagin Nachegi
Sapere Bin Baja Ke Nagin Nachegi
Ke Nagin Nachegi Ye Bijli Nachegi
Ke Nagin Nachegi Ye Bijli Nachegi
Sapere Bin Baja Ke Nagin Nachegi
Sapere Bin Baja Ke Nagin Nachegi
Sapere Bin Baja Song Lyrics from the movie/album Bijli Aur Toofan released in the year 2018 starring Hemant Birje, Sonika Gill. The song Sapere Bin Baja was sung by Anuradha Paudwal. This movie/album was directed by S R Pratap. The music was given by Usman, Anwar. The lyrics were Penned by Khalid
Share your thoughts