Sapno ki duniya hai
Ye sapno ki duniya hai
Hasana yahan hai
Rona yahan hai
Milana yahan hai
Khona yahan hai
Kaisi hai ye zindagi
Sapno ki duniya hai
Ye sapno ki duniya hai
Sach hai ya sapna hai
Kaun yahaan apna hai
Suna sheher zindagi
Anjaani manzil hai
Zakhmon ki mehfil hai
Mitha jeher zindagi
Sapno ki duniya hai
Ye sapno ki duniya hai
Har pal akele me
Yaadon ke mele me
Sehami khadi zindagi
Koyi chala jaayega
Phir nahi aayega
Kaatil badi zindagi
Sapno ki duniya hai
Ye sapno ki duniya hai
Sapno ki duniya hai
Ye sapno ki duniya hai

