Sanseinn Lyrics | Himesh ke dil se | Sawai Bhatt

Sanseinn Lyrics | Himesh ke dil se | Sawai Bhatt

mere takdeer ka aaina
tujh se hi ae mere humsafar
rab se hain ye gujharish meri
tujh ko lag jaaye meri umar

jab tak sanseinn chalengi
tujh ko chahunga yaar
mar bhi gaya to bhi tujhe
karunga main pyar

mar bhi gaya to bhi tujhe
karunga main pyar

jab tak sanseinn chalengi
tujh ko chahunga yaar
mar bhi gaya to bhi tujhe
karunga main pyar

mar bhi gaya to bhi tujhe
karunga main pyar

tujh se laagi hain aisi lagan
birha mein jal raha hain ye mann
main adhura hun tere bina
jaise dil ke bina dhadkan

jab tak sanseinn chalengi
tujh ko chahunga yaar
mar bhi gaya to bhi tujhe
karunga main pyar

mar bhi gaya to bhi tujhe
karunga main pyar.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *