Sancha Tera Naam Lyrics | Biwi Ho To Aisi | Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal

Sancha Tera Naam Lyrics | Biwi Ho To Aisi | Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal

Sancha tera naam tera naam sancha tera naam tera naam
Tu hi banaye bigde kam
Sancha tera naam tera naam tu hi banaye bigde kam
Sancha tera naam sancha tera naam tu hi banaye bigde kam
Sancha tera naam tera naam

Tera karam hai ek samandar tera karam hai ek samandar
Jiska nahi kinara
Dur huyi har mushkil uski dur huyi har mushkil uski
Jisne tujhe pukara
Tere naam ka jap karu mai tere naam ka jap karu mai
Kya subha kya sham kya subha kya sham
Tu hi banaye bigde kam sancha tera naam tera naam
Tera naam tu hi banaye bigde kam sancha tera naam tera naam

Bhatke huye bando ko malik sidhi rah dikh de
Bhatke huye bando ko malik sidhi rah dikh de
Har ghar ke sune aangan me pyar ka phul khila de
Deta hai dorahke sabko deta hai dorahke sabko
Bin mange bin dan bin dan tu hi banaye bigde kam
Sancha tera naam tera naam tu hi banaye bigde kam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *