Samne Baithi Raho Lyrics  | Nishana | Mithun Chakraborty, Rekha | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Jatin Pandit, Lalit Pandit

Samne Baithi Raho Lyrics | Nishana | Mithun Chakraborty, Rekha | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Jatin Pandit, Lalit Pandit

Samne baithi raho
Dil ko karar aayega
Samne baithi raho
Dil ko karar aayega
Bada betab hai
Thoda to sambhal jayega
Aise na dekho sanam
Mujhko saram aati hai
Tezz dhadkan hai
Meri aankh zuk jati hai
Aise na dekho sanam
Mujhko saram aati hai

Roz aati ho meri
Jaan chali jati ho
Aane jaane mein
Sab waqt guzar jata hai
Har jaga dekhta rehta hu
Tumhara chehra
Meri nazaro ko na kuch
Aur nazar aata hai
Samne baithi raho
Dil ko karar aayega
Bada betab hai
Thoda to sambhal jayega
Aise na dekho sanam
Mujhko saram aati hai

Kyu mere husn ki
Tarif kiya karte ho
Had se bhi jyada na ho jau
Mein majabur kahi
Aisi halat mein na
Koi khata ho jaaye
Aisi baato se na ho jau
Mein majabur kahi
Aise na dekho sanam
Mujhko saram aati hai
Tezz dhadkan hai
Meri aankh zuk jati hai
Samne baithi raho
Dil ko karar aayega
Bada betab hai
Thoda to sambhal jayega
Aise na dekho sanam
Mujhko saram aati hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *