Samay Ki Pukar Lyrics | Samay Ki Pukar (Album) | Sadhana Sargam | Jatin Lalit

Samay Ki Pukar Lyrics | Samay Ki Pukar (Album) | Sadhana Sargam | Jatin Lalit

??na dwesh rahe na raag rahe
Na dwesh rahe na raag rahe
Hum sabka pyar pa le
Aao sansaar me
Sammanit jivan ji le
Sammanit jivan ji le
Samay ki pukar hai
Samay ki pukar
Samay ki pukar hai
Samay ki pukar

Han safal hai karna waqt hume
Jivan me drhta laaye
Prem saras ras barsaye
Wrashti me divyta laaye divyta laye
Man me rakhe hum samabha
Jan jan ka aadar kar le
Aao sansaar me
Sammanit jivan ji le
Sammanit jivan ji le
Samay ki pukar hai
Samay ki pukar
Samay ki pukar hai
Samay ki pukar

Hum jagenge tab nai nai si
Aashaye jag jayengi
Jivan khushhaal banega
Ye zindgi muskayegi
Muskayegi
Hum karm yogi bankar ke
Parivartan jivan kar le
Aao sansaar me
Sammanit jivan ji le
Sammanit jivan ji le
Samay ki pukar hai
Samay ki pukar
Samay ki pukar hai
Samay ki pukar
Na dwesh rahe na raag rahe
Na dwesh rahe na raag rahe
Hum sabka pyar pa le
Aao sansaar me
Sammanit jivan ji le
Sammanit jivan ji le
Samay ki pukar hai
Samay ki pukar
Samay ki pukar hai
Samay ki pukar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *