Samajh Gaye Hum To, Wo Kitna Chhupaye Lyrics | Society | Geeta Dutt | Sachin Dev Burman

Samajh Gaye Hum To, Wo Kitna Chhupaye Lyrics | Society | Geeta Dutt | Sachin Dev Burman

Samajh gaye hum to vo to kitna chupaye
Hai dil chin lene ki sab ye adaye
Samajh gaye hum to vo to kitna chupaye
Hai dil chin lene ki sab ye adaye samajh gaye hum to

Ye choti choti bato pe ladna jhagadna
Ye khud se hi ruthna ye khud hi bigadna
Ye choti choti bato pe ladna jhagadna
Ye khud se hi ruthna ye khud hi bigadna
Chahat ke rang hai ye milne ke dhang hai
Dekhte hai hujur kahe ghabraye samajh
Gaye hum to vo kitna chupaye
Hai dil chin lene ke sab ye adaye samajh gaye hum to

Ye soya soya jadu ye jaga jaga kitna
Badega uthna hi dabaye koi kitna
Ye soya soya jadu ye jaga jaga kitna
Badega uthna hi dabaye koi kitna
Hum hai jaan gaye najare pahchan gaye
Ab aap na hum se sharmaye
Samajh gaye hum to vo kitna chupaye
Hai dil chin lene ke sab ye adaye samajh gaye hum to

Milao jara aankhe chhodo ye sharmana
Kisi pe dil aaye to kaise ghabrana
Dil ka ye khel kabhi khela hai ke ye
Iska bhi raaj tumko batlaye
Samajh gaye hum to vo to kitna chupaye
Hai dil chin lene ke sab ye adaye
Samajh gaye hum to vo to kitna chupaye
Hai dil chin lene ke sab ye adaye samajh gaye hum to

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *