Sajna din bahure hamare – 2
Pyase aa pahunche nadiya kinare
Sajna din bahure hamare
Kamnao me bechaini aayi – 2
Man ki komal kali muskayi
Ham kaha tum kaha – 2
Aur ye pyara saman hanse
Khwabo ke chamke sitare
Sajna din bahure hamare
(Khel chahat ka khel
Ye hai man ki kulel
Badhe itna to mel) – (2)
Manjhe chadh jaye bel – 2
Tum hamare bano ham tumhare
Sajna din bahure hamare