Sajda (Remix) Lyrics | Bhool Bhulaiyaa | K. K. | Pritam Chakraborty

Sajda (Remix) Lyrics | Bhool Bhulaiyaa | K. K. | Pritam Chakraborty

Maaf karein insaaf kare rab ho na khafa
Jaane jahaan se begaane jahaan se abb main hoon juda
Jaan liya hai maine maan liya hai
Maine pyaar ko apna khuda
Sajda main karun pyaar ka sajda
Sajda main karun yaar ka sajda
Sajda karun didaar ka sajda
Sajda main karun pyaar ka sajda

Maaf karein insaaf kare rab ho na khafa
Jaane jahaan se begaane jahaan se abb main hoon juda
Jaan liya hai maine maan liya hai
Maine pyaar ko apna khuda
Sajda main karun pyaar ka sajda
Sajda main karun yaar ka sajda
Sajda karun didaar ka sajda
Sajda main karun pyaar ka sajda

Har chaahat mannat si lage
Mujhe duniya bhi jannat si lage
Khwaabon mein bikhari jhalak se mila
Main toh jamin falak se mila
Hosh nahi hai abb hosh nahi
Chaaya hai mujhpe nasha
Sajda main karun pyaar ka sajda
Sajda main karun yaar ka sajda
Sajda karun didaar ka sajda
Sajda main karun pyaar ka sajda

Har afsana nazar se bayaan
Mere ehsas tarang jawan
Aise jasbato se dil yeh mila
Jaise viraano mein phool khila
Saari fiza mein rava hai
Rava meri dhadkano ki sada
Sajda main karun pyaar ka sajda
Sajda main karun yaar ka sajda
Sajda karun didaar ka sajda
Sajda main karun pyaar ka sajda

Maaf karein insaaf kare rab ho na khafa
Jaane jahaan se begaane jahaan se abb main hoon juda
Jaan liya hai maine maan liya hai
Maine pyaar ko apna khuda
Sajda main karun pyaar ka sajda
Sajda main karun yaar ka sajda
Sajda karun didaar ka sajda
Sajda main karun pyaar ka sajda

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *