Saja Hai Bhojanaalay Song Lyrics from the movie/album Ghatothkach. The song Saja Hai Bhojanaalay was sung by S P Balasubrahmanyam. The music was given by Singeetam Srinivasa Rao

Saja Hai Bhojanaalay Lyrics

(Saja Hai Bhojanaalay, Bhojan Ka Hai Himaalay
Lagi Hai Bhuk Jamake, Khaaunga Peth Bharke) – (2)

Laddu Laal Pedha Imarti Naankataayi
Bundi Son Halawa Rasgulla Rasmalaayi
Kaala Gulaabjaamun Wa Ha Ha Ha, Khaaunga Peth Bharke
Saja Hai Bhojanaalay, Bhojan Ka Hai Himaalay
Lagi Hai Bhuk Jamake, Khaaunga Peth Bharke
Wa Ha Ha Ha……..

Puri Sabji Chatani, Aur Ghee Mein Duba Halawa
Dudh Ki Nadi Hai, Khir Ka Hai Jalawa
Khana Hai Lajawab Wa Ha Ha Ha, Khaaunga Peth Bharke
Saja Hai Bhojanaalay, Bhojan Ka Hai Himaalay
Lagi Hai Bhuk Jamake, Khaaunga Peth Bharke
Wa Ha Ha Ha……..

Ped Mithe Mithe, Phal Ke Bane Pahad
Sharbati Samandar Aur Aam Ki Achaar
Dahi Hai Bemisaal Wa Ha Ha Ha, Khaaunga Peth Bharke
Saja Hai Bhojanaalay, Bhojan Ka Hai Himaalay
Lagi Hai Bhuk Jamake, Khaaunga Peth Bharke
Wa Ha Ha Ha……..

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Singeetam srinivasa rao, Balasubrahmanyam, Sajaa hai bhojnalay, Sajaa hai bhojnalay full song, Ghatothkach movie songs, Ghatothkach, Sajaa, Saja hai bhojnalay, S.p. balasubramaniam, Ghatothkach-master, Saza hai bhojnalay, Bhojnalay, Hindi animated songs, Hindi animated film, Hindi animated movie, Hindi animation film, Hindi animation movie, Sameer, Official song, Latest bollywood song, Hai, Magic, Hindi songs, Tseries songs, Hindi bollywood song, Tseries