(Sagar Sang Kinare Hai Phulo Sang Bahare Hai – 2
Aise Hi Tum Mere Ho Aur Hum Tumhare Hai
Ha Hum Tumhare Hai) – (2)
Dil Jo Hamara Tha Kal Tak Kyu Ye Kisika Hone Laga
Kiske Tassabur Me Din Rain Ab Ye Dil Khone Laga
Pehali Nazar Ke Pehale Pyar Ka Dekho Hak Ada Karna
Meri Kasam Hai Tumko Sanam
Dil Se Na Juda Karna – 2
Hum Tum Dono Sang Rahenge Jaise Chand Tare Hai – 2
I Promise Tum Mere Ho Aur Hum Tumhare Hai
Ha Hum Tumhare Hai
Hum Hai Tum Ho Aur Ye Dekho Rang Birangi Waadi Hai
Barish Ke Thande Mausam Me Aur Bhi Aag Lagadi Hai
Darr Lagta Hai In Baato Se Rehna Door Jaruri Hai
Tan Man Jab Tak Dono Milena
Pyar Ki Pyas Adhuri Hai – 2
Pyar Ki Bazi Me Rab Jane Kya Jeete Kya Hare Hai – 2
Ye Janam Tum Mere Ho Aur Hum Tumhare Hai
Ha Hum Tumhare Hai
Sagar Sang Kinare Hai Phulo Sang Bahare Hai
Aise Hi Tum Mere Ho Aur Hum Tumhare Hai
Ha Hum Tumhare Hai
Sagar Sang Kinare Hai Song Lyrics from the movie/album Vijaypath released in the year 2016 starring Ajay Devgan, Tabu. The song Sagar Sang Kinare Hai was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Shyam Anuragi. The music rights for song purely belongs to Tips
Share your thoughts