Sagar hai mera khali
La de sharaab saaki
La de sharaab saaki
Sagar hai mera khali
La de sharaab saaki
La de sharaab saaki
Hai raat dhalne waali
La de sharaab saaki
La de sharaab saaki
Sagar hai mera khali
La de sharaab saaki
La de sharaab saaki
Mausam bahar ke hai
Manjar ajib sa hai
Mausam bahar ke hai
Manjar ajib sa hai
Mausam bahar ke hai
Manjar ajib sa hai
Chhayi ghataye khali
La de sharaab saaki
La de sharaab saaki
Hai raat dhalne waali
La de sharaab saaki
La de sharaab saaki
Hum bhi hai maikde me hai
Tu sab ko de barabar
Hum bhi hai maikde me hai
Tu sab ko de barabar
Hum bhi hai maikde me hai
Tu sab ko de barabar
Ye kaisi be khayali
La de sharaab saaki
La de sharaab saaki
Hai raat dhalne waali
La de sharaab saaki
La de sharaab saaki
Nakamiyo ne humko
Sanjida kar diya hai
Nakamiyo ne humko
Sanjida kar diya hai
Nakamiyo ne humko
Sanjida kar diya hai
Chehara pe ho bahali
La de sharaab saaki
La de sharaab saaki
Hai raat dhalne waali
La de sharaab saaki
La de sharaab saaki
Sagar hai mera khali
La de sharaab saaki
La de sharaab saaki

