Sadiyon Ki Hoon Nishani Lyrics  | Irada | Murad, Randhir | Hemlata (Lata Bhatt) | Mohammed Shafi Niyazi

Sadiyon Ki Hoon Nishani Lyrics | Irada | Murad, Randhir | Hemlata (Lata Bhatt) | Mohammed Shafi Niyazi

Sadiyon ki hun nishani
Main ankahi kahani
Sadiyon ki hun nishani
Nishani nishani

Tanhaaiyon ke ban mein
Aawaaz hun na paaya
Har baar dil ne puchha
Ab jaise koi aayaa
Har baar aahaton par
Royi hai bejubaani
Main ankahi kahani
Sadiyon ki hun nishani
Nishani nishani

Aye raat ye andhera
Ye dard ye udaasi
Dil bhi janam ka pyasa
Main bhi janam ki pyaasi
Na kaamiyon mein ghoom hai
Sab hasratein suhaani
Main ankahi kahaani
Sadiyon ki hun nishani
Main ankahi kahani
Sadiyon ki hun nishani
Nishani nishani.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *