Sachi Yeh Kahani Hai Sun Lo Meri Jaan Lyrics | Kabhi Haan Kabhi Naa | Alka Yagnik, Amit Kumar | Jatin Lalit

Sachi Yeh Kahani Hai Sun Lo Meri Jaan Lyrics | Kabhi Haan Kabhi Naa | Alka Yagnik, Amit Kumar | Jatin Lalit

Doston abb app jo sunege ye gana hi nahi
Ek kahani bhi hai
Haan ek scchai kahani …ek don ki kahani

Sachi ye kahani hai
Sunlo meri jaan
Kahin ek seher mein tha ek naujawan
Scchaa seedha sa pyara insaan
Kya kahon wo bana kaise don
Kaise don

Roji ke liye jahan jahan jata wo
Thokar hi sada waha waha pata wo
Par wo jawan tha iraade ka jawan
Chhod diya aakhir sarifho ka jahan

Jis din se wo don ban gaya
Darne lage log aisa tufan ban gaya
Aur kya kahu mein
Sara jahan tha uske kadmo mein

Yun to jo bhi chaha wo mila
Par dil ka gul na khila
Dil ki khushi milti to
Pyar use karta
Ye jahan
Ye jahan

Sachi ye kahani hai
Sunlo meri jaan
Kahin ek seher mein tha ek nau jawan
Scchaa seedha sa pyara insaan
Kya kahon wo bana kaise don..don ..don
Kaise don

Aage kya kahun uski kahaniya
Jali hai sada aiso ki jawaniya
Apne ne bhi to na kiya usse pyar
Roothi rahi sada mohbbaat ki bahar

Logon mein aata jab kabhi
Hasta hasata jab kabhi
Dekne wale ko hota tha
Us hasi pe roneeeee
Ka guman..ka guman

Sachi ye kahani hai
Sunlo meri jaan
Kahin ek seher mein tha ek nau jawan
Scchaa seedha sa pyara insaan
Kya kahon wo bana kaise don..don don don
Kaise don..don don don
Kaise don

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *