Sachchaai Ka Sooraj Nikla Song Lyrics from the movie/album Shiv Shakti released in the year 2015 starring Dara Singh Randhawa, Jayashree Gadkar. The song Sachchaai Ka Sooraj Nikla was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Satish Kumar. The music was given by Chitragupta Shrivastava. The lyrics were Penned by Bharat Vyas. The music rights for song purely belongs to Saregama

Sachchaai Ka Sooraj Nikla Lyrics

Om Namah Shivaay
Om Namah Shivaay

Sachchaai Ka Suraj Nikla
Dharam Ki Hoti Jai Jaikaar
Shiv Shakti Ke Sahaare Naiya
Ho Jaati Bhav Saagar Paar
Sachchaai Ka Suraj Nikla
Dharam Ki Hoti Jai Jaikaar
Shiv Shakti Ke Sahare Naiya
Ho Jaati Bhav Saagar Paar
Om Namah Shivaay
Om Namah Shivaay
Om Namah Shivaay
Om Namah Shivaay

Deen Dukhi Jo Bhi Sansaari
Shiv Ke Dwaar Pe Aata
Pa Kar Ke Vardaan Daya Ka
Uska Dukh Mit Jaata
Deen Dukhi Jo Bhi Sansaari
Shiv Ke Dwaar Pe Aata
Pa Kar Ke Vardaan Daya Ka
Uska Dukh Mit Jaata
Madhuban Phoolon Ka Ban Jaata
Uske Kaanton Ka Sansaar
Shiv Shakti Ke Sahaare Naiya
Ho Jaati Bhav Saagar Paar
Om Namah Shivaay
Om Namah Shivaay
Om Namah Shivaay
Om Namah Shivaay

Honthon Par Hai Naam Piya Ka
Aur Aankhon Mein Paani
Honthon Par Hai Naam Piya Ka
Aur Aankhon Mein Paani
Atyaachaaron Se Takraati
Dekho Prem Deewaani
Janam Janam Ka Sang Hai Jinka
Unka Sang Na Chhoote
Praan Bhale Hi Jaayen
Shiv Ki Bhakti Kabhi Na Tute
Choor Choor Ho Kar Reh Jaye
Zulmi Duniya Ki Deewaar
Shiv Shakti Ke Sahaare Naiya
Ho Jati Bhav Saagar Par
Sachai Ka Suraj Nikla
Dharam Ki Hoti Jai Jai Kaar
Shiv Shakti Ke Sahaare Naiya
Ho Jati Bhav Saagar Paar
Om Namah Shivaay
Om Namah Shivaay
Om Namah Shivaay
Om Namah Shivaay.

Share your thoughts

No Keywords