Sachmuch Mai To Diwana Ho Gaya Jaane Kaha Ye Dil Kho Gaya

Aankho Aankho Ek Hi Chehra Dhadakan Dhadakan Ek Hi Naam
Tere Siva Ab Is Duniya Me Aur Nahi Koyi Mujhko Kaam
Sachmuch Mai To Diwani Ho Gayi Apni Shuru Kahani Ho Gayi

Haay Haay Haay

Sachmuch Mai To Diwana Ho Gaya
Aur Kisi Pe Nazar Na Thehri Dekha Hai Tujhko Jab Se
Ha Teri Muhabbat Mil Gayi Mujhko Aur Mai Kya Maangu Rab Se
Ho Bhul Gaye Ham Dono Jaha Ko Ishq Me Aise Chur Huye
Kho Gaye Ham To Ab Yaado Me Is Duniya Se Dur Huye
Sachmuch Mai To Diwana Ho Gaya Jaane Kaha Ye Dil Kho Gaya
Haay Haay Haay
Aankho Aankho Ek Hi Chehra Dhadakan Dhadakan Ek Hi Naam
Tere Siva Ab Is Duniya Me Aur Nahi Koyi Mujhko Kaam
Sachmuch Mai To Diwana Ho Gaya
Is Dharati Se Us Ambar Tak Chehra Tera Leharaaye
Shokh Bahaaro Ka Ye Mausam Teri Hi Khushbu Laaye
He Dil Paagal Hai Baat Na Maane Kaise Isko Samajhaau
Kaisa Mera Haal Hai Yar Kaise Tujhko Batalaau
Sachmuch Mai To Diwani Ho Gayi Apni Shuru Kahani Ho Gayi
Haay Haay Haay
Aankho Aankho Ek Hi Chehra Dhadakan Dhadakan Ek Hi Naam
Tere Siva Ab Is Duniya Me Aur Nahi Koyi Mujhko Kaam
Aankho Aankho Ek Hi Chehra Dhadakan Dhadakan Ek Hi Naam
Tere Siva Ab Is Duniya Me Aur Nahi Koyi Mujhko Kaam
Sachmuch Mai To Diwani Ho Gayi
Sachmuch Mai To Diwana Ho Gaya
Sachamuch Main To Divaanaa Ho Gayaa, Aankhon Aankhon Ek Hi Song Lyrics from the movie/album Chehraa released in the year 2018. The song Sachamuch Main To Divaanaa Ho Gayaa, Aankhon Aankhon Ek Hi was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts