Sabse Bada Hai Ji Sabse Bada Hai
Bada Hai Rupaiya Re
Sabse Bada Hai Magar Sabse Jutha
Jutha Rupaiya Re
Sabse Bada Hai Ji Sabse Bada Hai
Bada Hai Rupaiya Re
Sabse Bada Hai Magar Sabse Jutha
Jutha Rupaiya Re
Rupaiye Ke Pichhe Bhage Bagode
Bhagte Hai Jaise Race Ke Gode
Kasme Bhi Tode Vade Bhi Tode
Are Laanat Hai Ham Par Nikle Nigode
Nikle Nigode
Rupiya Ne Kya Kya Gul Na Khilaye
Rupiya Ne Kya Kya Gul Na Khilaye
Apne Bhi Hone Lage The Paraye
Noto Ka Toofan Utha Itna Bhari
Noto Ka Toofan Utha Itna Bhari
Lagi Dubne Thi Mohabbat Ki Naiya
Mohabbat Ki Naiya
Sabse Bada Hai Ji Sabse Bada Hai
Bada Hai Rupaiya Re
Sabse Bada Hai Magar Sabse Jutha
Jutha Rupaiya Re
Jab Se ? Note Hai Juthe
Kitno Ke Dil Tute
Jab Se ? Note Hai Juthe
Kitno Ke Dil Tute
Mera Tuta
Tera Tuta
Inka Tuta
Unka Tuta
Sabka Tuta
Sabka Tuta
Sabka Tuta
Sabka Tuta
Par Bada Maja To Usne Luta
Jisne Samjha Maya Juthi
Daulat Juthi Paisa Jutha
Jutha Rupaiya Re
Sabse Bada Hai Ji Sabse Bada Hai
Bada Hai Rupaiya Re
Sabse Bada Hai Magar Sabse Jutha
Jutha Rupaiya Re
Note Hai Jhuthe Bilkul Jhuthe
Kaun Kahe Ji Bilkul Jhuthe
Sach Pucho Vo Log Hai Jhuthe
Baba Ji Vo Log Hai Jhuthe Wo Kaun
Jisne Bhari Tijori Babu
Jinki Hoti Chori Babu
Jinse Sari Duniya Badle
Thaali Badle Lota Badle
Chapple Badle Jute Badle
Sahab Badle Baniya Badle
Sadhu Badle Gunga Badle
Jinse Sari Duniya Badle
Vo Hai Juthe
Vo Hai Juthe
Vo Hai Juthe Lekin Babu
Ye Hai Sache
Ye Hai Sache
Are Kaise Sache
Inhi Noto Ne Aankho Ka Parda Uthaya
Inhi Noto Ne Aankho Ka Parda Uthaya
Inhi Noto Ne Hamko Ye Rasta Dikhaya
Inhi Noto Ne Hamko Hai Fir Se Milaya
Inhi Noto Ne Ye Hamko Sabak Sikhaya
Sabak Sikhaya
Sabse Bada Hai Ji Sabse Bada Hai
Bada Hai Rupaiya Re
Sabse Bada Hai Magar Sabse Jutha
Jutha Rupaiya Re
Sabse Bada Hai Ji Sabse Bada Hai
Bada Hai Rupaiya Re
Sabse Bada Hai Magar Sabse Jutha
Jutha Rupaiya Re
Sabse Bada Hai Ji Sabse Bada Hai Song Lyrics from the movie/album Sabse Bada Rupaiya released in the year 2018 starring Sunder, Shashikala. The song Sabse Bada Hai Ji Sabse Bada Hai was sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle. This movie/album was directed by P L Santoshi, S Ramanathan. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by Pyarelal Santoshi
Share your thoughts