Sab Tera Song Lyrics released in the year 2024 starring Sachin Arora, Aayushi. The song Sab Tera was sung by Deepak Bansode. The music was given by Ravi Daniel. The lyrics were Penned by Kumar Nigranth. The music rights for song purely belongs to Fledge Entertainment

Sab Tera Lyrics

Dekh Tere Kareeb Aane Se
Khud Se Ho Gaya Main Alag
Be Parwa Dil Ko Jaise
Lag Gayi Ho Teri Talab

Uth Chala Hoon Main Ban Ke Hawa
Ab To Mera Kuch Na Raha

Sab Tera Hua Sab Tera Hua
Yeh Jism Yeh Jaan Sab Tera Hua
Sab Tera Hua Sab Tera Hua
Hai Rab Ki Dua Tu Mera Hua

Bikhra Hua Tha Toot Ke
Anjaana Main Har Pyaar Se
Chhoo Ke Tune Hai Bhar Diya
Phir Mujhe Naye Khumaar Se

Jannaton Ki Na Khwahish Tere Bin
Teri Baahon Mein Guzre Har Din
Ud Chala Hoon Main Ban Ke Hawa
Ab To Mera Kuch Na Raha

Sab Tera Hua Sab Tera Hua
Yeh Jism Yeh Jaan Sab Tera Hua
Sab Tera Hua Sab Tera Hua
Hai Rab Ki Dua Tu Mera Hua

Be Matlab Si Zindagi Ko
Jeene Ka Maqsad Mil Gaya
Tu Khushiyan Ban Ke Aayi
Gham Ka Har Sooraj Dhal Gaya

Dekha Tu Nahi Hai Khuda Ko Kabhi
Shayad Tujh Sa Hoga Wo Bhi
Ud Chala Hoon Main Ban Ke Hawa
Ab To Mera Kuch Na Raha

Sab Tera Hua Sab Tera Hua
Yeh Jism Yeh Jaan Sab Tera Hua
Sab Tera Hua Sab Tera Hua
Hai Rab Ki Dua Tu Mera Hua

Share your thoughts

Deepak bansode, Ravindra bansod, Lyrics, Ransod rangila, Teri sanso me (from wonder love/vol 2), Sab tera, Lyrical, Sakshi murder in delhi, Ranchhod rangila song, Patvari mata ki kahani, Pathwari mata ki kahani, Tanu bhosale reels video, Ranchhod rangila ringtone, Dev party song, Sakshi murder, Delhi sahil and sakshi murder, Shaheed soldiers returning home in tricolor, Murder in delhi, Prashant nakti, Soldiers dead body coming home, Ranchhod rangila dj remix song