Sab Ko Salam Karte Hai Sabse Kalam Karte Hai
Dekho Tamase Kya Kya Hum Aaj Sham Karte Hai
Koi Nahi Jo Kar Sakta Hum Vo Kaam Karte Hai
Sab Ko Salam Karte Hai Sabse Kalam Karte Hai
Dekho Tamase Kya Kya Hum Aaj Sham Karte Hai
Koi Nahi Jo Kar Sakta Hum Vo Kaam Karte Hai
Sab Ko Salam Karte Hai
Hum Hans Ke Jeete Hai Hum Hans Ke Marte Hai
Khali Khuda Hai Vo Hum Jis Se Dharte Hai
Jis Baat Pe Hum Ye Kissa Tamam Karte Hai
Sab Ko Salam Karte Hai
Chabhi Hum Rakhte Hai Sare Khajane Ki
Hum Se Khabar Tum Sun Lo Sare Jamane Ki
Aankho Hi Aankho Me Humkatal E Aam Karte Hai
Sabko Salam Karte Haisabse Kalam Karte Hai
Dekho Tamase Kya Kya Hum Aaj Sham Karte Hai
Koi Nahi Jo Kar Sakta Hum Vo Kaam Karte Hai
Sab Ko Salaam Karte Hai Song Lyrics from the movie/album Jagir released in the year 2018 starring Dharmendra, Zeenat Aman. The song Sab Ko Salaam Karte Hai was sung by R D Burman, Asha Bhosle. This movie/album was directed by Pramod Chakravorty. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts