Saaya Bankar Song Lyrics from the movie/album Mahek released in the year 2016 starring Pankaj Udhas. The song Saaya Bankar was sung by Pankaj Udhas. The music was given by Ali Ghani. The music rights for song purely belongs to T-Series

Saaya Bankar Lyrics

Saaya Bankar Saath Chalenge
Iske Bharose Mat Rehana
Saaya Bankar Saath Chalenge
Iske Bharose Mat Rehana
Apne Hamesha Apne Rahenge
Iske Bharose Mat Rehana
Saaya Bankar Saath Chalenge
Iske Bharose Mat Rehana

Saawan Ka Mahina Aate Hi
Baadal To Chha Jaayenge
Saawan Ka Mahina Aate Hi
Baadal To Chha Jaayenge
Har Haal Lekin Barsenge
Iske Bharose Mat Rehana
Saaya Bankar Saath Chalenge
Iske Bharose Mat Rehana

Suraj Ki Maanind Safar Pe
Roz Nikal Na Padta Hain
Suraj Ki Maanind Safar Pe
Roz Nikal Na Padta Hain
Baith Baith Din Badlenge
Iske Bharose Mat Rehana
Saaya Bankar Saath Chalenge
Iske Bharose Mat Rehana

Behati Nadi Mein Kachhe Ghare Hain
Rishte Naate Husn Waffa
Behati Nadi Mein Kachhe Ghare Hain
Rishte Naate Husn Waffa
Door Talak Ye Bahet Rahe Hain
Iske Bharose Mat Rehana
Saaya Bankar Saath Chalenge
Iske Bharose Mat Rehana

Apne Hamesha Apne Rahenge
Iske Bharose Mat Rehana
Saaya Bankar Saath Chalenge
Iske Bharose Mat Rehana
Iske Bharose Mat Rehana
Iske Bharose Mat Rehana.

Share your thoughts

Mahek pankaj udhas, Hit ghazals pankaj udhas, Pankaj udhas album songs, Pankaj udhas video songs, Pankaj udhas (film actor), Pankaj, Pankaj udhas, Udhas, Chupke chupke pankaj udhas, Pankaj udhas chupke chupke hd, Mahek, Saaya bankar saath chalenge, Pankaj udhas ghazals, Pankaj udhas hits, Pankaj udhas songs, Mehek, Nayan dhvani bhanushali lyrics, Nayan lyrics dhvani bhanushali, Dhvani bhanushali nayan song lyrics, Pankaj kesari