Saawan Ka Mahina Song Lyrics from the movie/album Deshwasi released in the year 2018 starring Manoj Kumar, Hema Malini. The song Saawan Ka Mahina was sung by Anuradha Paudwal. This movie/album was directed by Rajeev Goswami. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Saawan Ka Mahina Lyrics

Saawan Ka Mahina Baadal Paani Le Ke Aa Gaya
Saawan Ka Mahina Saawan Ka Mahina
Mera Raaja Beta Apni Raani Le Ke Aa Gaya
Mera Raaja Beta Mera Raaja Beta Mera Raaja Beta
Saawan Ka Mahina
Saawan Ka Mahina Baadal Paani Le Ke Aa Gaya
Saawan Ka Mahina
Saawan Ka Mahina Baadal Paani Le Ke Aa Gaya
Mera Raaja Beta
Mera Raaja Beta Apni Raani Le Ke Aa Gaya
Mera Raaja Beta
Saawan Ka Mahina Baadal Paani Le Ke Aa Gaya
Mera Raaja Beta

Sabko Ye Khabar Sunaau
Main Chham Chham Nachu Gaau
Sabko Ye Khabar Sunaau
Main Chham Chham Nachu Gaau
Kahi Aaj Khushi Ke Maare Main Pagal Naa Ho Jaau
Main Pagal Naa Ho Jaaumain Pagal Naa Ho Jaau
Main Saj Ke Sad Ke Jaau Main Waari Waari Jaau
Itni Khushiya Andekhi Anjani Le Ke Aa Gaya
Mera Raaja Beta
Mera Raaja Beta Apni Raani Le Ke Aa Gaya
Mera Raaja Beta

Wo Beete Din Wo Raate Wo Sapno Ki Baarate
Wo Beete Din Wo Raate Wo Sapno Ki Baarate
Fir Yaad Mujhe Aayi Hai Kuch Bhuli Bisri Baate
Main Saj Ke Sad Ke Jaau Main Waari Waari Jaau
Meri Saari Yaade Wo Puraani Le Ke Aa Gaya
Mera Raaja Beta
Mera Raaja Beta Apni Raani Le Ke Aa Gaya
Mera Raaja Beta

Na Sehara Ghode Hathi Na Baaja Na Barati
Na Sehara Ghode Hathi Na Baaja Na Barati
Do Naino Ki Doli Mein Le Aaya Wo Jivan Sathi
Le Aaya Wo Jivan Sathi Le Aaya Jivan Sathi
Main Saj Ke Sad Ke Jaau Main Waari Waari Jaau
Banke Pagal Premi Prem Kahani Le Ke Aa Gaya
Mera Raaja Beta
Mera Raaja Beta Apni Raani Le Ke Aa Gaya
Mera Raaja Beta
Saawan Ka Mahina Baadal Paani Le Ke Aa Gaya
Saawan Ka Mahina
Saawan Ka Mahina Baadal Paani Le Ke Aa Gaya
Saawan Ka Mahina
Mera Raaja Beta
Saawan Ka Mahina Baadal Paani Le Ke Aa Gaya
Saawan Ka Mahina
Mera Raaja Beta
Saawan Ka Mahina Baadal Paani Le Ke Aa Gaya
Saawan Ka Mahina
Mera Raaja Beta

Share your thoughts

Laxmikant pyarelal songs, Sawan ka mahina pawan kare shor, Laxmikant pyarelal, Sawan ka mahina pawan kare shor | lata mangeshkar, Mukesh | laxmikant pyarelal | film - milan, Sawan ka mahina pawan kare sor, Best of laxmikant pyarelal, Sawan ka mahina, Anuradha paudwal, Hits of laxmikant pyarelal songs, Sawan ka mahina lyrics, Sawan ka mahina song lyrics, Sawan ka mahina pawan kare shor new version, Sawan ka mahina english lyrics, Sawan ka mahina pawan kare shor cover