Saa Dha Re
Saa Dha Re
Ni Re Pa Ga Re Ga Re Sa
Ni Re Pa Ga Re Ga Re Sa
Maga Pa Maga Pa Ni Sa
Saat Suro Ke Sangam Se Banta Hai Sangit
Saat Suro Ke Sangam Se Banta Hai Sangit
Is Sangit Se Bante Hai
Jiwan Ke Sare Geet
Sa Re Ga Ma
Sa Re Ga Ma Pa Dha Ni Sa
Saat Suro Ke Sangam Se Banta Hai Sangit
Is Sangit Se Bante Hai
Jiwan Ke Sare Geet
Sa Re Ga Ma Pa Dha Ni Sa
Ye Saat Suro Ke Nam
Ye Saat Suro Ke Nam
Chham Chham Radha Nache
Chham Chham Radha Nache Jab Bansi Chhede Shyam
In Geeto Ke Bina Adhuri Kya Pooja Kya Prit
Saat Suro Ke Sangam Se Banta Hai Sangit
Saat Suro Ke Sangam Se Banta Hai Sangit
Is Sangit Se Bante Hai
Jiwan Ke Sare Geet
Chand Suraj Mast Hawaye
Mausam Din Or Raat
Chand Suraj Mast Hawaye
Mausam Din Or Raat
Chalte Hai Sansar Me Sab Sur Or Taal Ke Sath
Ek Ritu Aaye Ek Ritu Jaye
Jiwan Jaye Beet
Saat Suro Ke Sangam Se Banta Hai Sangit
Saat Suro Ke Sangam Se Banta Hai Sangit
Is Sangit Se Bante Hai
Jiwan Ke Sare Geet
Saat Suro Ke Sangam Se Banta Hai Sangeet Song Lyrics from the movie/album Aashiq Awara released in the year 2019 starring Saif Ali Khan, Mamta Kulkarni. The song Saat Suro Ke Sangam Se Banta Hai Sangeet was sung by Alka Yagnik. This movie/album was directed by Umesh Mehra. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts