Saare Jahaan Se Achchhaa, Hindosataan Hamaaraa Lyrics | Apna Ghar | Ravi

Sare jahan se accha hindusta hamara hamara
Sare jahan se accha hindusta hamara
Ham bulbule hai iski vo gulsita hamara hamara

Sare jahan se accha

Parvat ho sabse uncha hamsaya aasma ka
Parvat ho sabse uncha hamsaya aasma ka
Vo santari hamara vo paasba hamara hamara
Sare jahan se accha hindusta hamara hamara
Sare jahan se accha

Godi me khelti hai jiski hazaro nadiya
Godi me khelti hai jiski hazaro nadiya
Gulshan hai jiske dam se rashk-e-jeena hamara hamara
Sare jahan se accha hindusta hamara hamara
Sare jahan se accha

Majahab nahi sikhata aapas me bair rakhna

Hindi hai ham
Hindi hai ham
Hindi hai ham
Vatan hai hindusta hamara
Sare jahan se accha hindusta hamara hamara
Ham bulbule hai iski vo gulsita hamara hamara
Sare jahan se accha hindusta hamara hamara
Sare jahan se accha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *