Saanwali Saloni Song Lyrics from the movie/album Hum Sab Chor Hain released in the year 2016 starring Vikas Anand, Aparajita. The song Saanwali Saloni was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. This movie/album was directed by Ambrish Sangal. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Nawab Arzoo. The music rights for song purely belongs to Saregama

Saanwali Saloni Lyrics

Saanwali Saloni
Teri Jheel Si Aankhe
Inme Na Jaane Kaha
Kho Gaya Hai Mera Dil
Saanwali Saloni
Teri Jheel Si Aankhe
Inme Na Jaane Kaha
Kho Gaya Hai Mera Dil
Saanware Salone Teri
Meethi Meethi Baate
Kar Diya Tune Mera
Pyar Mein Jina Mushkil
Saanware Salone Teri
Meethi Meethi Baate
Kar Diya Tune Mera
Pyar Mein Jina Mushkil

Maine Kore Dil Pe Humdam
Tera Naam Likha Hai
Maine Tere Naam Ye Apne
Subaho Shyam Likha Hai
Roop Hai Tera Meri Aankhon Mein
Roop Hai Tera Meri Aankhon Mein
Khushbu Hai Teri Meri Sanso Mein
Chehre Ko Chume Zulfen Tumhari
Jaise Ke Lehro Se Mil Jaaye Koi Sahil

Saanwali Saloni
Teri Jheel Si Aankhe
Inme Na Jaane Kaha
Kho Gaya Hai Mera Dil
Ho Saanware Salone Teri
Meethi Meethi Baate
Kar Diya Tune Mera
Pyar Mein Jina Mushkil

Tu Khayalo Mein Khwabo Mein
Har Pal Teri Baate Ho
Jaise Taise Din Katata Hai
Katati Nahi Hai Raate
Neend Tune Luti Chain Mera Chhina
Neend Tune Luti Chain Mera Chhina
Bin Tere Nahi Ab Hume Jina
Lagti Hai Aise Tere Hotho Ki Laali
Jaise Ke Phulo Mein Ho
Din Ka Rang Shamil

Saanwali Saloni
Teri Jheel Si Aankhe
Inme Na Jane Kaha
Kho Gaya Hai Mera Dil
Ha Saanware Salone Teri
Meethi Meethi Baate
Kar Diya Tune Mera
Pyar Mein Jina Mushkil.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Sanwali saloni teri jheel si aankhen, Kumar sanu, Vikas anand, Sanwali saloni teri jheel si, Alka yagnik, Saanwali saloni hindi lyrics, Sanwali saloni teri jhil si aankhe lyrics, Sanwali saloni teri jheel si aankhen lyrics, Saanwali saloni, Saanwali saloni song lyrics, Saanwali saloni full song lyrics, Saanwali saloni full song sonu kumar, Bappi lahiri hit songs, Aparajita, Saanwali saloni lyrics from movie hum sab chor hain (1995), Alka yagnik kumar sanu hit songs