Saajna Re (Title) Song Lyrics from the movie/album Saajna Re released in the year 2016 starring GajendraVerma, Charvi Tanya Dutta. The song Saajna Re (Title) was sung by Gajendra Verma. This movie/album was directed by Vikram Singh. The music was given by Vikram Singh. The lyrics were Penned by Aseem Ahmed Abbasee. The music rights for song purely belongs to Virtual Planet Production

Saajna Re (Title) Lyrics

Raat Taaron Ki Hai
Moti Sab Seep Ke
Chaand Ki Jis Tarah Chandni
Teri Ban Ke Jiyun
Teri Ho Ke Maroon
Main Bhi Bas Isliye Hoon Bani

Ho…
Saajna Re, Saajna Re
Pyaar Se Dekh To Tu Kabhi
Tu Hai Saagar Wohi
Jiski Main Hoon Nadi
Ant Mera Likha Tujh Mein Hi
Saajna Re, Saajna Re, Saajna Re…

Ret Sookhi Main, Saiyaan Tu Saawan
Tu Jo Maili Kare, Hongi Paawan
Tujhko Paa Loon To
Ganga Bani Main Bahoon
Bin Tere Main Adhoori Adhoori
Tu Jo Apna Le Ho Jaaun Poori
Gham Nahi Phir Rahoon Ya Na Rahoon

Khaak Ban Ke Piya
Udti Bichhti Phiroon
Tu Guzarta Hai Jis Jis Gali
Main To Bhookhi Piya
Ik Teri Deed Ki
Tujhko Na Ho Kadar, Na Sahi

Sajna Re, Sajna Re
Pyaar Se Dekh To Tu Kabhi
Tu Hai Saagar Wohi
Jiski Main Hoon Nadi
Ant Mera Likha Tujh Mein Hi
Saajna Re, Saajna Re, Saajna Re…
Saajna Re, Saajna Re, Saajna Re..
Saajna Re..

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Saajna re gajendra verma, Sajna re gajendra verma, Tune mere jaana gajendra verma, Gajendra verma songs, Gajendra verma, Gajendra verma saajna re, Gajendra verma sajna re, Gajendra verma new song, Saajna re gajendra verma guitar lesson, Saajna re gajendra verma whatsapp status, Saajna re, Sajna re, Saajna re gajendra verma guitar chords, Sajjna re, Sajna re animated video gajendra verma, Tune mere jaana kabhi nahi jaana, Gajendra verma all songs, Gajendra verma official