Ruk Gaya Aankh Se Bahata Hua Dariya Kaise Lyrics | Once More – Ghulam Ali | Ghulam Ali

Ruk gaya aankh se bahta hua dariya kaise

Gham ka tufa to bahut tej tha thahra kaise

Mujhko khud par bhi bharosa nahi hone pata

Log kar lete hain gairo pe bharosa kaise

Har ghadi tere khayalo me ghira rahta hu

Milna chahu to milu khud se main tanha kaise

Aur bhi ahal-e-khirad ahal-e-junu the maujud

Lut gaye hum hi teri bajm me tanha kaise
Lut gaye hum hi teri bajm me tanha kaise
Gham ka tufa to bahut tej tha thahra kaise
Ruk gaya aankh se bahta hua dariya kaise
Ruk gaya aankh se bahta hua dariya kaise

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *