Roye Dharti Or Aakash Piya Sang Siya Chali Banwas Lyrics | Naag Pooja | Mohammed Rafi | Usha Khanna

Roye Dharti Or Aakash Piya Sang Siya Chali Banwas Lyrics | Naag Pooja | Mohammed Rafi | Usha Khanna

Roye dharti or aakash roye dharti or aakash
Piya sang siya chali banvas
Piya sang siya chali banvas
Roye dharti or aakash roye dharti or aakash
Piya sang siya chali banvas
Piya sang siya chali banvas

Rat andheri rah na sujhe dukh ke badal chaye
Aandhi or tufan me ghir kar
Pag pag thokar khaye sati suhagan o sati suhagan
Pati ke path me karti punya parkash
Piya sang siya chali banvas
Piya sang siya chali banvas
Roye dharti or aakash roye dharti or aakash
Piya sang siya chali banvas
Piya sang siya chali banvas

Likhe bhagya le lekh kabhi kya
Tale se talte hai phulo me palne wale
Ye kato pe chalte hai tan me hai ho tan me hai
Bhakti ki shakti man me hai viswas
Piya sang siya chali banvas
Piya sang siya chali banvas
Roye dharti or aakash roye dharti or aakash
Piya sang siya chali banvas
Piya sang siya chali banvas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *