Hey Hey Aah Aah
Rup Ki Wo Taksal Kahan Hai
Jaha Se Dhalke Aayi Ho
Rup Ki Wo Taksal Kahan Hai
Jaha Se Dhalke Aayi Ho
Hai Honth Hazaaro Ke Lakho Ki Aankhe Layi Ho
Ae Ji Kya Aankhe Layi Ho
Hey Rup Ki Wo Taksal Kahan Hai
Palko Me Do Heere Chamke
Ang Se Chandi Barse
Tumse Do Baate Karne Ko
Sari Duniya Tarse
Ho Jag Bhar Ki Sundarta Sari
Jaise Tumhi Ne Payi Ho
Jag Bhar Ki Sundarta Sari
Jaise Tumhi Ne Payi Ho
Hai Honth Hazaaro Ke Lakho Ki Aankhe Layi Ho
Ae Ji Kya Aankhe Layi Ho
Hey Rup Ki Wo Taksal Kahan Hai
Shart Hai Kya Tumko Pane Ki
Hai Shart Ganwara
Milta Ho To Bechke Khud Ko
Le Lu Pyar Tumhara
Ho Jaise Gagan Par Suraj Hai
Tum Mere Man Me Chhayi Ho
Jaise Gagan Par Suraj Hai
Tum Mere Man Me Chhayi Ho
Hai Honth Hazaaro Ke Lakho Ki Aankhe Layi Ho
Ae Ji Kya Aankhe Layi Ho
Hey Rup Ki Wo Taksal Kahan Hai
Jaha Se Dhalke Aayi Ho
Hey Rup Ki Wo Taksal Kahan Hai
Roop Ki Wo Taksaal Kaha Song Lyrics from the movie/album Doctor X released in the year 2018 starring Som Dutt, Farida Jalal. The song Roop Ki Wo Taksaal Kaha was sung by Kishore Kumar. This movie/album was directed by B Gupta. The music was given by Sonik Omi. The lyrics were Penned by Indeevar
Share your thoughts