Rishta Banaake Dard Se Song Lyrics from the movie/album Ek Ishara (Album) released in the year 2018. The song Rishta Banaake Dard Se was sung by Hans Raj Hans. The music was given by Sahil Rayyan. The lyrics were Penned by Malika Rajput

Rishta Banaake Dard Se Lyrics

Aa Aa Aa Aa
Rishta Banake Dard Se
Rutha Hai Mukaddar
Rutha Hain Mukaddar
Rishta Banake Dard Se
Rutha Hai Mukaddar
Rutha Hain Mukaddar
Kuchh Log Kah Rahe Hain
Kuchh Log Kah Rahe Hai
Ki Tuta Hai Mukaddar
Ki Tuta Hain Mukaddar
Rishta Banake Dard Se
Rutha Hai Mukaddar
Rutha Hain Mukaddar
Rishta Banake Dard Se
Rutha Hai Mukaddar
Rutha Hain Mukaddar

Sikwa Bhi Kare Kaise
Shikayat Bhi Kya Kare
Shikayat Bhi Kya Kare
Hatho Se Abhi Aaj Hi
Hatho Se Abhi Aaj Hi
Chhuta Hain Mukaddar
Chhuta Hain Mukaddar
Rishta Banake Dard Se
Rutha Hai Mukaddar
Rutha Hain Mukaddar
Rishta Banake Dard Se
Rutha Hai Mukaddar
Rutha Hain Mukaddar

Dil Dard Ka Mara Hai
Uljhi Hain Zindagi
Dil Dard Ka Mara Hai
Uljhi Hain Zindagi
Uljhi Hain Zindagi
Dil Dard Ka Mara Hain
Kis Tarah Ummidon Ne
Kis Tarah Ummiddo Ne
Luta Hain Mukaddar
Luta Hai Mukaddar
Rishta Banake Dard Se
Rutha Hai Mukaddar
Rutha Hain Mukaddar
Rishta Banake Dard Se
Rutha Hai Mukaddar
Rutha Hain Mukaddar

Aankhe Hui Hain Bevash
Sapne Bhi Lut Gaye
Aankhe Hui Hain Bevash
Sapne Bhi Lut Gaye
Sapne Bhi Lut Gaye
Ashko Ke Samundar Me
Ashko Ke Samundar Me
Yun Duba Hain Mukadar
Duba Hain Mukaddar

Aa Jaati Kaza Chain Se
So Jaate Agar Ham
So Jaate Agar Ham
Aa Jaati Kaza Chain Se
So Jaate Agar Ham
So Jaate Agar Ham
Ye Ilm Na Hota Ki
Ye Ilm Na Hota Ki
Jhutha Hain Mukaddar
Jhutha Hai Mukaddar
Rishta Banake Dard Se
Rutha Hai Mukaddar
Rutha Hain Mukaddar
Rishta Banake Dard Se
Rutha Hai Mukaddar
Rutha Hain Mukaddar

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Ek ishara, Hans raj hans [2011], Dil mera sochta hai, Hans raj, Hans, Raj, Hindi, Sad songs, Bollywood