Reham Kabhi To Farmao Lyrics | Society | Geeta Dutt, Mohammed Rafi | Sachin Dev Burman

Reham Kabhi To Farmao Lyrics | Society | Geeta Dutt, Mohammed Rafi | Sachin Dev Burman

Reham kabhi to farmao mao mao meri laila
Uche suro me mat gao gao gao bhai chaila
Reham kabhi to farmao mao mao meri laila
Uche suro me mat gao gao gao bhai chaila

Dil pe lagao yahi taan tum fir se ye pyari dhun gao
Are saaf karo kaan tum mat yuhi shor machao
Samne aao meri jaan tum roop ki lakir lao
Dil se bhulao mera dhyan
Tum aur kisi ka sar khao khao
Reham kabhi to farmao mao mao meri laila
Uche suro me mat gao gao gao bhai chaila

Mala bana ke tere naam ki japta hu sham savere
Sakal to dekho gulfam ki bante hai aashiq mere
Karni hai bate bade kaam ki
Aao kabhi bhakto ke dere
Are sheesi mang lo jara baam ki
Tab sunu dukhde tere
Reham kabhi to farmao mao mao meri laila
Uche suro me mat gao gao gao bhai chaila

Teer e ada ne mujhe maara madam
Ab mukhda na modho
Set up setup setup ho jao jake
Kisi diwar se sar apna phodo
Tukde hum diljar ke kam se kam aaj hi jodo
Marungi mai sandal utar ke
Jao bhago bas bas chhod o
Reham kabhi to farmao mao mao meri laila
Uche suro me mat gao gao gao bhai chaila
Reham kabhi to farmao

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *