Reh Jaunga Main Lyrics | MB Music | Sadhu Sushil Tiwari, Neha Vaishnav

Reh Jaunga Main Lyrics | MB Music | Sadhu Sushil Tiwari, Neha Vaishnav

Teri sondhi sondhi saanson ko
Saanson ko, saanson ko
Teri raat se jagi aankhon ko
Aankhon ko, aankhon ko

Vaada mera vaada hai
Na jaunga main chadd ke
Vaada mera vaada hai
Na jaunga main chadd ke

Reh jaunga main inme hi bas ke
Reh jaunga main inme hi bas ke

Saanjh sakaare naina mere
Dekhe tujhko datt ke
Reh jaunga main tujhme hi bas ke
Reh jaunga main tujhme hi bas ke

Maahi ve reh jaunga tujhme hi

Dil ne baandhi dil se tere
Preet ki hai doriyan
Apne hathon rab ne hi
Jodi hai yeh jodiyan

Ho kabhi jo aankh se ojhal
Tu mere sohneya
Umra si lamba lage
Lamha lamha maahiya

Vaada mera vaada hai
Na jaunga main chadd ke
Vaada mera vaada hai
Na jaunga main chadd ke

Reh jaunga main inme hi bas ke
Reh jaunga main inme hi bas ke

Saanjh sakaare naina mere
Dekhe tujhko datt ke
Reh jaunga main tujhme hi bas ke
Reh jaunga main tujhme hi bas ke

Ek pal mein jag yeh sara
Soona mera ho gaya
Saaya mere khwabon ka
Aasuo mein kho gaya

Saat janmon ka safar yeh
Sath apna hai piya
Na ruke the na rukenge
Ye kadam o saathiya

Vaada tera vaada tha
Na jayega tu chadd ke
Vaada tera vaada tha
Na jayega tu chadd ke

Reh jayega tu mujhme hi bas ke
Reh jayega tu mujhme hi bas ke

Vaada mera vaada hai
Na jaunga main chadd ke
Vaada mera vaada hai
Na jaunga main chadd ke

Reh jaunga main tujhme hi bas ke
Reh jayega tu mujhme hi bas ke
Reh jaunga main tujhme hi bas ke
Reh jayega tu dil mein hi bas ke

Maahi ve reh jayega tujhme hi
Reh jayega tu mujhme hi bas ke.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *