Rangraliyon Ka Zamana Song Lyrics from the movie/album Din Raat released in the year 2018. The song Rangraliyon Ka Zamana was sung by Paresh Banerjee, Snehaprabha Pradhan. The music was given by Dada Chandekar. The lyrics were Penned by Santokh Nadim

Rangraliyon Ka Zamana Lyrics

Aai Ranraliyo Ka Jamana Le Ke
Mast Javani Aai
Aai Ranraliyo Ka Jamana Le Ke
Mast Javani Aai
Chitvan Kamaan Aai Naino Ke Baan Laai
Chitvan Kamaan Aai Naino Ke Baan Laai
Sara Jamana Ka Khajana Le Ke
Ha Sara Jamana Ka Khajana Le Ke
Mast Javani Aai
Aai Rangreliya Ka Jamana Le Ke
Mast Javani Aai
Aai

Aankh Michauli Khele Taare
Chand Gagan Se Kare Ishare
Chand Gagan Se Kare Ishare
Sundar Rup Suhana Le Ke
Sundar Rup Suhana Le Ke
Masti Javani Aai
Aai Rangreliyo Ka Jamana Le Ke
Mast Javani Aai

Joban Se Chingaari Lekar
Jag Me Aag Laga De
Joban Se Chingaari Lekar
Jag Me Aag Laga De
Soi Hui Aashao Ko Phir
Ek Baar Tadapaa De
Soi Hui Aashao Ko Phir
Ek Baar Tadapaa De
Ha Aaye Bahar Ke Din
Aaye Bahar Ke Din Solah Singaar Ke Din
Aaye Bahar Ke Din Solah Singaar Ke Din
Navjivan Ka Mastana Leke
Navjivan Ka Mastana Leke
Mast Javani Aai
Aai Rangreliyo Ka Jamana Le Ke
Masti Javani Aai
Aai Rangreliyo Ka Jamana Le Ke
Mast Javani Aai

Share your thoughts

Snehprabha pradhan, Paresh banerjee din raat aai rangarliyon ka zamana, Paresh banerjee din raat kahe ko nain milaye, Paresh banerjee din raat mere jeevan mein aai bahar, Paresh banerjee, Dada chandekar, Paresh bannerji, Santokh nadeem, Din raat, Hasne walo ko rulaoge, Hindi, Ankhen mila gaye ho