Rangeen Baharen Hai Lyrics | Sampatti | Talat Mahmood, Suprabha Sarkar | Timir Baran

Rangeen Baharen Hai Lyrics | Sampatti | Talat Mahmood, Suprabha Sarkar | Timir Baran

Rangeen bahare hain
Ye rangeen bahare
Rangeen bahare hain
Ye rangeen bahare
Aise me sunaye kise
Hum dil ki pukare
Rangin bahare
Rangin bahare hain
Ye rangin bahare

Takdir ne idhar
Makhmali kalin bichayi
Takdir ne idhar
Makhmali kalin bichayi
Haryali arman bhari
Masti me aayi
Haryali arman bhari
Masti me aayi
Ye kisne
Ye kisne sur me mere sur milaya
Ye kisne kisko jungle me pukara
Kano ka ek hiran hain
Van me aaya
Van me aaya
Usi ki or hain mera ishara
Mera ishara
Kano ka ek hiran hain
Van me aaya
Van me aaya
Usi ki aur hain mera ishara
Mera ishara

Hiran ho ya ki ho hirni nirali
Hiran ho ya ki ho hirni nirali
Na jayega nishana mera khali
Na jayega nishana mera khali
Rangin bahare hain
Ye rangin bahare
Rangin bahare hai,n ye rangin bahare
Aise me sunaye kise
Hum dil ki pukare
Rangin bahare
Rangin bahare hain
Ye rangin bahare

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *