Rang Main Dube Song Lyrics from the movie/album Lion Of Gujarat released in the year 2015 starring Dinesh Lamba. The song Rang Main Dube was sung by Farida Meer, Rituraj. This movie/album was directed by Raj Jaiswal. The music was given by Surindra Bachchan. The lyrics were Penned by Saurabh Srivastav. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company

Rang Main Dube Lyrics

Rang Main Dube Rehte Hain Hum
Rangeele Mastaane Hain Hum
O Dhol Baajhe Aye Dhol Baajhe
Rang Main Dube Rehte Hain Hum
Rangeele Mastaane Hain Hum
Masti Hain Mashur Hamaari
Bande Jaane Maane Hain
Par Baat Jo Aaye Mitti Ki
Mar Mitane Ko Taiyyar
Jab Jab Aayi Aan Pe
Tab Nikali Hain Talvaar
Ghoore Jo Aankhon Se Dushman
Toh Hum Karte Dher
Hum Hain Gujarat Ke Sher
Hum Hain Gujarat Ke Sher

Na Boora Kisi Ka Chahein Hum Na
Boora Kisi Ka Karte Hain
Jeete Hain Mitti Ki Khaatir
Mitti Pe Jee Marte Hain
Jo Shohadat Ke Bhi Ho Hum
Karte Nahin Hain Der
Hum Hain Gujarat Ke Sher
Hum Hain Gujarat Ke Sher

Main Vaari Jawaan Khilta Rahe Gujarat
Wahaan Chamke Har Din Chamke Har Ek Raag
Na Shaha Hain Atyachaar Kabhi
Na Kiya Hain Atyachaar Kabhi
Ye Watan Gawaahi Deta Hain Na
Kiya Hain Bhrastachaar Kabhi
Ujhali Ujhali Nagari Ko
Hone Na Denge Andher
Hum Hain Gujarat Ke Sher
Hum Hain Gujarat Ke Sher
Hum Hain Gujarat Ke Sher.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Rang main dube lion of gujarat, Dinesh lamba (film actor), Dinesh lamba, Rituraj mohanty, Gujarat (indian state), Rang main dube full song, Rang main dube, Hand sanitizer, Hindi latest songs, Jay benedict bullet prakash, Aruna irani, Arvind kejriwal, Harvey weinstein, Govinda, Jaya prada, Kader khan, Satish shah, Lion (animal), Mohammad irfan, Zee music company, Melbourne city fc, Chelsea vs man united, Best, Farah, Track, Shemaroo, Filmigaane, Rishi kapoor