Rang De Aman Se Aasmaan Lyrics | My Name is Khan | Shankar Mahadevan, Suraj Jagan | Shankar Ehsaan Loy

Rang De Aman Se Aasmaan Lyrics | My Name is Khan | Shankar Mahadevan, Suraj Jagan | Shankar Ehsaan Loy

Suraj ka naya chehara
Tode dar ka har pehara
Jaane kyun har najar mein hai ik junun jo yahin kahe
Iss aandhi mein bhi na chhodenge imaan o yaara
Rang de aman se aasmaan
Rang de aman se aasmaan

Suraj ka naya chehara baandhe rishton ka sehara
Yeh dagar bas ban jaaye kehar jo yahin kahe
Iss aandhi mein bhi na chhodenge imaan o yaara
Rang de aman se aasmaan
Rang de aman se aasmaan

Jis ghadi jasbaat ki aandhi chale
Raah-e-reham hum pe roshan rahein
Roshani ka saath hum de chale
Jaane kyun har najar mein hai ik junun jo yahin kahe
Iss aandhi mein bhi na chhodenge imaan o yaara
Rang de aman se aasmaan
Rang de aman se aasmaan
Rang de aman se aasmaan
Rang de aman se aasmaan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *