Ram Ram Lyrics | MSG: The Messenger Of God | Gurmeet Ram Rahim Singh Ji Insan | Gurmeet Ram Rahim Singh Ji Insan

Ram Ram Lyrics | MSG: The Messenger Of God | Gurmeet Ram Rahim Singh Ji Insan | Gurmeet Ram Rahim Singh Ji Insan

Ram ram ram o mere ram
Ram ram ram allah god ram
Jab se tu mujh me aaya
Ho rahe safal kaam
Ram ram ram o mere ram
Ram allah ram waheguru god ram
Ram ji tu karwata kamal hai
Ram ji tu karwata dhamaal hai
Ram ji tu karwata kamal hai
Ram ji tu karwata dhamaal hai

Jaan hai teri jism hai tera
Karta tu hai naam hota mera
Jaan hai teri jism hai tera
Karta tu hai naam hota mera
Gamo ki raat ka buraaiyo ke raat ka
Pal me tu kar deta hai savera
Ram ji tu karwata kamal hai
Ram ji tu karwata dhamaal hai
Ram ji tu karwata kamal hai
Ram ji tu karwata dhamaal hai

Rang lagaye gulaal udaye
Pyar ki holi me ham sab nahaye
Rang lagaye gulaal udaye
Pyar ki holi me ham sab nahaye
Jashn ye piya tere naam ka
Mil jul ke hum sab manaaye
Ram ji tu karwata kamal hai
Ram ji tu karwata dhamaal hai
Ram ji tu karwata kamal hai
Ram ji tu karwata dhamaal hai

Tere raste pe hum sab chalenge
Milke saare hum kasam uthaye
Tere raste pe hum sab chalenge
Milke saare hum kasam uthaye
Meet ek duje ke hum ban gaye saare
Buraiya jhagade nafrat mitaye
Ram ji tu karwata kamal hai
Ram ji tu karwata dhamaal hai
Ram ji tu karwata kamal hai
Ram ji tu karwata dhamaal hai
Ram ram ram o mere ram
Ram ram ram allah god ram
Jab se tu mujh me aaya ho rahe safal kaam
Ram ram ram o mere ram
Ram allah ram waheguru god ram
Ram ji tu karwata kamal hai
Ram ji tu karwata dhamaal hai
Ram ji tu karwata kamal hai
Ram ji tu karwata dhamaal hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *