Ram Raam Lyrics | Krodhi | Manna Dey | Laxmikant Pyarelal

Ram Raam Lyrics | Krodhi | Manna Dey | Laxmikant Pyarelal

Ram ram ram
Maila maili chadar jaisa
Chola mere man ka
Thoda dosh meri ankhiyo ka
Thoda mere man ka
Maine vish ko amrit samjha
Maine dhokha khaya
Krodh lobh maya main taj ke
Ram tere ghar aaya
Krodh lobh maya main taj ke
Ram tere ghar aaya
Tere mandir ki jyoti se
Man ka deep jalaya
Krodh lobh maya main taj ke

Pahle meri aankh khuli na
Pahle meri aankh khuli na
Ye sapna na tuta
Sapne me koi kya jane
Kya saccha kya jhutha
Main murakh kya janu maine
Kya khoya kya paya
Krodh lobh maya main taj ke
Ram tere ghar aaya
Tere mandir ki jyoti se
Man ka deep jalaya
Krodh lobh maya main taj ke

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *