Ram Naam Ki Mala Lyrics | Ram Bhajan Sukhadayi Re | Ranjeeta Sharma

Ram Naam Ki Mala Lyrics | Ram Bhajan Sukhadayi Re | Ranjeeta Sharma

Shabri ki tarah bhagwan
Meri kutiya mein pag rakh do
Shabri ki tarah bhagwan
Meri kutiya mein pag rakh do
Shabri ki tarah bhagwan
Meri kutiya mein pag rakh do
Shabri ki tarah bhagwan
Meri kutiya mein pag rakh do

Rukhe sukhe pakwano ko
Mere ram grahan kar lo
Rukhe sukhe pakwano ko
Mere ram grahan kar lo
Shabri ki tarah bhagwan
Mere kutiya mein pag rakh do
Shabri ki tarah bhagwan
Mere kutiya mein pag rakh do

Shri ram naam ka deepak
Mandir mein jala bethe
Shri ram naam ki maala
Har pal pal main japti
Mere sheesh pe apne hath
Prabhu aakar ke dhar do
Mere sheesh pe apne hath
Prabhu aakar ke dhar do
Shabri ki tarah bhagwan
Mere kutiya mein pag rakh do
Shabri ki tarah bhagwan
Mere kutiya mein pag rakh do

He krupa sindhu raghu nayak
Itni to krupa karna tum
Bhav sagar se mere naiya ko
Paar laga dena tum
He sita pati shri ramji
Yahi binti meri sun lo
He sita pati shri ramji
Yahi binti meri sun lo
Shabri ki tarah bhagwan
Mere kutiya mein pag rakh do
Shabri ki tarah bhagwan
Mere kutiya mein pag rakh do

Rukhe sukhe pakwano ko
Mere ram grahan karlo
Rukhe sukhe pakwano ko
Mere ram grahan karlo
Shabri ki tarah bhagwan
Mere kutiya mein pag rakh do
Shabri ki tarah bhagwan
Mere kutiya mein pag rakh do

Shabri ki tarah bhagwan
Mere kutiya mein pag rakh do
Shabri ki tarah bhagwan
Mere kutiya mein pag rakh do
Shabri ki tarah bhagwan
Mere kutiya mein pag rakh do
Shabri ki tarah bhagwan
Mere kutiya mein pag rakh do.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *