Ram Kasam Mai Ghunghat Ke Pat Na Lyrics | Bazaar | Satish Batra, Rajkumari | Shyam Sundar

Ram Kasam Mai Ghunghat Ke Pat Na Lyrics | Bazaar | Satish Batra, Rajkumari | Shyam Sundar

Raam kasam main apni kasam main
Ghunghat ke pat na kholu re
Raam kasam main ghunghat ke pat na kholu re

Ab to gaya ghunghat ka zamana
Ab to gaya ghunghat ka zamana
Aaya naya zamana
Aaya naya zamana
Sath chalenge
Na darenge
Gaayenge english gana
Jaao ji main na bolu re
Jaao ji main na bolu re
Raam kasam main apni kasam main
Ghunghat ke pat na kholu re
Raam kasam main ghunghat ke pat na kholu re

Ghunghat ke baahar nikala jo
Ghunghat ke baahar nikala jo
Mukhada mera gulaabi mukhada mera gulaabi
Saas meri maargi tana
Saas meri maargi tana
Hansegi meri bhabhi
Hansegi meri bhabhi
Laaj ke maare chhupti jaaun
Laaj ke maare chhupti jaaun
Main na piya se bolu re
Main na piya se bolu re
Raam kasam main apni kasam main
Ghunghat ke pat na kholu re
Raam kasam main ghunghat ke pat na kholu re

Jaao ji main na bolu re
Jaao ji main na bolu re
Raam kasam main apni kasam main
Ghunghat ke pat na kholu re
Raam kasam main ghunghat ke pat na kholu re

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *