Ram Kare Ke Umar Kaid Hume Saath Saath Ho Jaye
Tujhe Mujhe Tujhe Mujhe Mujhe Tujhe Pyar Ki Lag Jaye Hatkadiya
Tujhe Mujhe Mujhe Tujhe Pyar Ki Lag Jaye Hatkadiya
Sachmuch Ho Ya Sapna Ho Khushiyo Ki Na Tute Ye Ladiya
Ram Kare Ke Umar Kaid Hume Saath Saath Ho Jaye
Tujhe Mujhe Tujhe Mujhe Mujhe Tujhe Pyar Ki Lag Jaye Hatkadiya
Dekhe Bina Tujhko Sanam Chain Nahi Dil Ko
Dil Ki Lagi Ban Gayi Dillagi Ki Dor

Haye Rama Rama Ram Kare Ke Umar Kaid Hume Saath Saath Ho Jaye
Tujhe Mujhe Tujhe Mujhe Mujhe Tujhe Pyar Ki Lag Jaye Hatkadiya
Dil Ko Mere Tu Jo Mila Khwab Huye Rangin
Pyar Ki Ye Kothi Bhi Rajmahal Se Hasi

Pahle To Main Ek Thi
Ek Se Ho Gayi Do
Tere Mere Do Aanewale Hai Aisa Lage Mujhko
Pahle To Main Ek Thi
Ek Se Ho Gayi Do
Tere Mere Do Aanewale Hai Aisa Lage Mujhko
Haye Rama Rama Ram Kare Ke Umar Kaid Hume Saath Saath Ho Jaye
Tujhe Mujhe Tujhe Mujhe Mujhe Tujhe Pyar Ki Lag Jaye Hatkadiya
Sachmuch Ho Ya Sapna Ho Khushiyo Ki Na Tute Ye Ladiya
Ram Kare Ke Umar Kaid Hume Saath Saath Ho Jaye
Tujhe Mujhe Tujhe Mujhe Mujhe Tujhe Pyar Ki Lag Jaye Hatkadiya
Ram Kare Ke Umar Qaid (Female) Song Lyrics from the movie/album Aadat Se Majboor released in the year 2018 starring Mithun Chakraborty, Ranjeeta. The song Ram Kare Ke Umar Qaid (Female) was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Ambrish Singal. The music was given by Usha Khanna. The lyrics were Penned by Indeevar
Share your thoughts