Ram Jaisa Nagina Nahin Lyrics | T-Series Bhakti Sagar | Rohit Paliwal

Ram ram ram raja ram
Ram ram ram sita ram
Ram ram ram raja ram
Ram ram ram sita ram

Ram jaisa nagina nahin
Saare jag ki bajariya mein
Ram jaisa nagina nahin
Saare jag ki bajariya mein

Neel mani hi jadaungi apni man ki mundariya mein

Ram ka naam pyara lage rasna pe bithaungi main

Mai to moorat basaungi naino ki putariya mein
Mai to moorat basaungi naino ki putariya mein

Ram jaisa nagina nahin
Saare jag ki bajariya mein
Ram jaisa nagina nahin
Saare jag ki bajariya mein

Hai jhoothe sabhi rishte aur jhoothe sabhi naate

Dooja rang na chadaungi apni shamal chadariya pe
Dooja rang na chadaungi apni shamal chadariya pe

Ram jaisa nagina nahin
Saare jag ki bajariya mein
Ram jaisa nagina nahin
Saare jag ki bajariya mein

Jaldi se jatan karke raghav ko rijhana hai

Kuchh din hi to rahena hai kaya ki kutariya mein
Kuchh din hi to rahena hai kaya ki kutariya mein

Ram jaisa nagina nahin
Saare jag ki bajariya mein
Ram jaisa nagina nahin
Saare jag ki bajariya mein

Neel mani hi jadaungi apni man ki mundariya mein
Neel mani hi jadaungi apni man ki mundariya mein

Ram jaisa nagina nahin
Saare jag ki bajariya mein
Ram jaisa nagina nahin
Saare jag ki bajariya mein.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *