( ) Raksha Bandhan (Title Track) Lyrics | Raksha Bandhan | Shreya Ghoshal

( ) Raksha Bandhan (Title Track) Lyrics | Raksha Bandhan | Shreya Ghoshal

Pehli yaari tumse meri
Pehla gussa tumse tha
Bhai mere bachapan ka to
Pura kissa tumse tha

Aadha hissa tha woh mera
Aadha hissa tumse tha
Bhai mere bachapan ka to
Pura kissa tumse tha

Rakshabandhan vaada hain
Yaa dhaaga hain pyar ka
Ho dhaaga hain pyar ka

Thoda sa hain chandan
Chhota sa hain tika
Bandhan zindagi ka

Rakshabandhan waada hain
Yaa dhaaga hain pyar ka
Ho dhaaga hain pyar ka

Maa ki ek parchhayi si
Bahan mein dikhaayi deti
Aur pita nazar aate hain
Bhaiyon ki baat mein

Khoon ka yeh rishta bhi hain
Hain juba ka naata bhi
Maan joh liya bhai tho
Saans saans saath mein

Rakshabandhan vaada hain
Yaa dhaaga hain pyar ka
Ho dhaaga hain pyar ka.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *