Rah-rah Ke Tera Dhyaan Rulaata Hai Kya Karoon
Har Su Gar Mujhako Tu Nazar Aata Hai Kya Karoon
Rah-rah Ke Tera Dhyaan
Teri Samajh Mein Bhi Nahi Aata Hai Mera Haal-2
Meri Zabaan Pe Bhi Nahi Aata Hai Kya Karoon-2
Rah-rah Ke Tera Dhyaan
( Ye Mujhako Kya Hua Hai Mujhe Kud Kabar Nahi
Mujhe Kud Kabar Nahi )-2
Har Waqt Koi Yaad Hi Aata Hai Kya Karoon-2
Rah-rah Ke Tera Dhyaan
Hairaan Hoon Jab Bhi Aankh Se Aansu Tapakata Hai-2
Dil Ki Lagi Ko Aur Badhaata Hai Kya Karoon-2
Rah-rah Ke Tera Dhyaan
Rah Rah Ke Tera Dhyaan Song Lyrics from the movie/album Gajre. The song Rah Rah Ke Tera Dhyaan was sung by Suraiya
Share your thoughts