Rafta Rafta Wo Meri
Hasti Ka Samaan Ho Gaye
Rafta Rafta Wo Meri
Hasti Ka Samaan Ho Gaye
Pehle Jaan Phir Jaan-e-jaan
Phir Jaan-e-jaana Ho Gaye
Rafta Rafta Wo Meri
Hasti Ka Samaan Ho Gaye
Din-b-din Badhti Gayi
Iss Husn Ki Ranaiyan
Din-b-din Badhti Gayi
Iss Husn Ki Ranaiyan
Pehle Gul Phir Gulbadan
Phir Gul-b-daaman Ho Gaye
Rafta Rafta Wo Meri
Hasti Ka Samaan Ho Gaye
Aap To Nazdeek Se
Nazdeek-tar Aate Gaye
Aap To Nazdeek Se
Nazdeek-tar Aate Gaye
Pehle Dil Phir Dilruba
Phir Dil Ke Mehmaan Ho Gaye
Rafta Rafta Wo Meri
Hasti Ka Samaan Ho Gaye
Pyar Jab Hadd Se Badha
Saare Taqalloufh Mit Gaye
Pyar Jab Hadd Se Badha
Saare Taqalloufh Mit Gaye
Aap Se Phir Tum Hoye
Phir Tu Ka Unwaan Ho Gaye
Rafta Rafta Wo Meri
Hasti Ka Saman Ho Gaye
Pehle Jaan Phir Jaan-e-jaan
Phir Jaan-e-jaana Ho Gaye
Rafta Rafta Wo Meri
Hasti Ka Samaan Ho Gaye
Hasti Ka Samaan Ho Gaye
Hasti Ka Samaan Ho Gaye
Rafta Rafta Wo Meri Song Lyrics from the movie/album Khiraj – A Tribute released in the year 2023 starring Mehwish Hayat, Mian Yousaf Salahuddin. The song Rafta Rafta Wo Meri was sung by Mehdi Hassan. This movie/album was directed by Jovi Films. The music was given by Nashaad. The lyrics were Penned by Tasleem Fazli. The music rights for song purely belongs to Sufiscore
Share your thoughts