aisi Preet Lagi Hai Karne Radha Lagi Shyam Pe Marni

jana Nand Nagri Mein Aaj Lagi Sajne Aur Sawarne
kesh Mein Gajra Aankh Mein Kajra Laga Le Hotho Pe Lali
mohan To Hai Sada Bhola Kar Ke Na Srungar Wo Solah
radha Shyam Milan Chali, Radha Shyam Milan Chali

kale Kale Kesh Dekh Ke Sawan Gir Gir Aaya
mathe Ki Bindiya Ke Aage Chanda Bhi Sharmaya

naak Mein Nathni Kan Mein Bujli Gale Mein Mala Thi Dali
mohan To Hai Sada Bhola Kar Ke Na Srungar Wo Solah
radha Shyam Milan Chali, Radha Shyam Milan Chali
radha Shyam Milan Chali, Radha Shyam Milan Chali
kamar Mein Chandi Wali Tagdi Bol Rahi Hai Chan Chan
kadam Kadam Pe Payal Ke Ghungroo Bhi Karte Khan Khan

naino Ke Teer De Sina Chir Vaar Na Jayenge Khali
mohan To Hai Sada Bhola Kar Ke Na Srungar Wo Solah
radha Shyam Milan Chali, Radha Shyam Milan Chali
radha Shyam Milan Chali, Radha Shyam Milan Chali
Radha Shyam Milan Chali Song Lyrics from the movie/album Sonotek Bhakti released in the year 2020. The song Radha Shyam Milan Chali was sung by Mehak Meer. The music was given by Sonotek Aman Iqbal. The lyrics were Penned by Suresh Foji. The music rights for song purely belongs to Sonotek Bhakti
Share your thoughts